:rose
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
~!~increase ur islamic knowledg {2}~!~
Collapse
X
-
Re: ~!~increase ur islamic knowledg {2}~!~
buhat acha silsila shuru kia hai aap nay :thmbup:
mery jawabat yeh hain :salam:
1)..pehlay sawal ka jawab yeh hai Rasool kay mani hain " pegham pounchnay wala " or Nabi kay mani hain " khabar deenay wala"....
Rasool shab-e-shareyat hota hai or Nabi Rasool ka perookar hota hai ...
3) hmm is sawal ka jawab shayad yeh hoo Hazoor(S.W) kay baray main yeh souchna kay koi or bhi un jesay martabay pay faiz hai...kayoukay nabeoun main to Allha Tala nay Hazoor(S.W) ka darja sab say bulanad farmaya hai ...
2) Wahbi.....jin ko Naobowat milti hai woh Allha Tala ki taraf say hi hoti hai ...Last edited by .; 18 May 2006, 17:50.اللھم صلی علٰی Ù…Øمد وعلٰی آل Ù…Øمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک Øمید مجید۔
اللھم بارک علٰی Ù…Øمد وعلٰی آل Ù…Øمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک Øمید مجید۔
Comment
-
Re: ~!~increase ur islamic knowledg {2}~!~
Salam
Ans 1 .....Nabi aor Rasol mai ye farq hota hai k Rasol k pass Allah SWT ka message kisi Saheefay ya kitab ki shakal mai ata hai...Jasay Khazrat Ibrahim k saheefay,ya tourat,Zabour,Anjil Aor Quraan Majeed waghira aor phir ye k Aik lakh 24 hazar nahi thay aor Rasol unmai say chand aik hi thay ..Goya jo nabhi Sahbay Kitab ho wo rasol ho ga.
Ans 2..Nabi SAW k sath kisi aor ko b shareek samjhna ...jasay Qadyani logn ka aqeeda hai....yani kisi b shakal mai nabi pak SAW ko Akhri nabi na manna
Ans...3 Wahbi .......Last edited by Say_lani; 20 May 2006, 17:21.Hamain Khabar hai K ham Hain churag Akhir shab~~~HamaraY Baad Andaihra nahi Ujala Hai ~~~
Comment
-
Re: ~!~increase ur islamic knowledg {2}~!~
Originally posted by Aanchalbuhat acha silsila shuru kia hai aap nay :thmbup:
mery jawabat yeh hain :salam:
1)..pehlay sawal ka jawab yeh hai Rasool kay mani hain " pegham pounchnay wala " or Nabi kay mani hain " khabar deenay wala"....
Rasool shab-e-shareyat hota hai or Nabi Rasool ka perookar hota hai ...
3) hmm is sawal ka jawab shayad yeh hoo Hazoor(S.W) kay baray main yeh souchna kay koi or bhi un jesay martabay pay faiz hai...kayoukay nabeoun main to Allha Tala nay Hazoor(S.W) ka darja sab say bulanad farmaya hai ...
2) Wahbi.....jin ko Naobowat milti hai woh Allha Tala ki taraf say hi hoti hai ...aslamo alykum aanchal behan aap ny bohat khoob jwabaat diye weldone:rose :roseساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: ~!~increase ur islamic knowledg {2}~!~
Originally posted by Say_laniSalam
Ans 1 .....Nabi aor Rasol mai ye farq hota hai k Rasol k pass Allah SWT ka message kisi Saheefay ya kitab ki shakal mai ata hai...Jasay Khazrat Ibrahim k saheefay,ya tourat,Zabour,Anjil Aor Quraan Majeed waghira aor phir ye k Aik lakh 24 hazar nahi thay aor Rasol unmai say chand aik hi thay ..Goya jo nabhi Sahbay Kitab ho wo rasol ho ga.
Ans 2..Nabi SAW k sath kisi aor ko b shareek samjhna ...jasay Qadyani logn ka aqeeda hai....yani kisi b shakal mai nabi pak SAW ko Akhri nabi na manna
Ans...3 Wahbi .......aslamo alykum silani sister aap ny bhi bohat khoob jawabat diye great:roseساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: ~!~increase ur islamic knowledg {2}~!~
Originally posted by Khalilsory for late aabi3cool:roseساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Re: ~!~increase ur islamic knowledg {2}~!~
Mashallah abid bhai ap ne bohot hi zuberdust sinsallah soro kia he jis main humare leye bohot koch sekhne or samjne ke leye he Allah ap ko or taraki de is kam main or ap sub ko khosh rakhe Ameen:duaRob :eye:
Comment
Comment